140 ghar-ki-recipes, mahine-wise meal plan aur printable food tracker. Simple Hinglish mein, ek PDF mein.
Abhi download karein · ₹299 ₹999Roz subah wahi sawaal, aur koi plan nahi.
Har website alag baat bolti hai. Kis par bharosa karein?
Nayi cheez dene mein dar lagta hai.
Mehnat se banaaya khaana muh se bahar.
Aap akeli nahi ho. Bas ek saaf, simple plan ki zaroorat hai.
Kya, kab, kitna aur kaise dena hai: sab mahine-dar-mahine. Saari recipes ghar ki aam cheezon se.
Ragi, dal, khichdi, sabzi purees se lekar finger foods aur family meals tak.
Har stage ka poora hafta: nashta, dopahar, snack aur raat ka khaana.
1 saal tak kya bilkul nahi dena, 3-day rule, aur gag vs choke ka farak.
Naram, safe tukde jo baby khud pakad kar khaana seekhe.
Kabz, dast, teething aur sardi-khaansi ke din ka halka khaana.
Har nayi food likho, reaction dekho, aur safe list banao.
Smooth, ek-ek cheez
Do cheezein, thoda gaadha
Dal, paneer, anda
Khud pakad kar khaana
Ghar ka khaana, sabke saath




Print karke fridge par lagaao aur roz ka kaam aasaan karo.
🔒 Secure payment · UPI, cards, net banking · Payment ke turant baad email par PDF
Haan. Uski umar wale chapter se shuru karein. Safety wala Chapter 1 har umar ke liye hai.
Nahi. Lagbhag sab kuch ghar aur paas ki dukaan mein milta hai: dal, chawal, ragi, sabzi, phal.
Haan. Non-veg recipes alag se marked hain, unhe aaram se chhod sakte hain.
Payment ke turant baad aapke email par PDF ka download link aa jaayega. Mobile, tablet ya laptop, kahin bhi padh sakte hain.
Nahi, yeh digital PDF hai. Chaahein toh ghar par print kar sakte hain.
Nahi. Yeh roz ke khaane ki guide hai. Baby ki health ke liye hamesha apne pediatrician se baat karein.
Spam folder check karein. Phir bhi na mile toh WhatsApp karein: 92261 11416. Hum dobara bhej denge.
140 recipes, meal plans aur tracker. Aaj sirf ₹299.
Abhi download karein · ₹299 ₹999